Kick – Yaar Naa Miley Song Lyrics

Music By : Yo Yo Honey Singh
Singers : Yo Yo Honey Singh, Jasmine Sandlas
Female : Tu hai lajawab tere jalwe hazaar

Mera bhi pata hai main na maanu kabhi haar

Teri meri duniya mein behisab pyaar

Main hoon ek angel aur devil mera yaar
Female : Tere jaisa duniya mein koi bhi nahi

Jise dhoondhti nazar lage tu hi hai wohi

Pariyon ki rani hoon main sabse haseen

Par tere bina kick mujhe milti nahi

Tere bina kick mujhe milti nahi

Tere bina kick mujhe milti nahi
Female : Tere bina, tere bina…

Je mainu Yaar na mile te mar jawaan

Je mainu pyaar na mile te mar jawaan

Je mainu yaar na mile te mar jawaan

Je mainu pyaar naa miley

Je mainu yaar na miley

Je mainu pyaar na mile te mar jawaan
Male : Aaj shaam baby tere hi naam baby

Aa tujhe pyaar karoon main sar-e-aam baby

Hai intezam baby, kar ehtram baby

Iraade nek hain mere, na koi ganda kaam baby

Ishq, pyaar aur vaar khule aam karoon

Main hoon mutasib tujhse dil yeh tere naam karoon

Aaja meri baahon mein, tell me love you baby

Kahin tu mujhse yeh na keh de
Female : Yaar na mile.. mile.. mile.. mile.. mile..

Te mar jawaan

Je mainu pyaar na mile te mar jawaan

Je mainu yaar naa miley te mar jawaan

Je mainu pyaar na mile..

Je mainu yaar na mile..

Je mainu pyaar na mile te mar jawaan
Male : Mohabbat bhi karke dekhi

Kya paya woh kaise bataoon

Dil ka aisa aalam tha ke

Dard-e-dil kisko sunaoon

Haan main hoon tera gunehgaar

Mat dohrana tum abki baar
Female : Je mainu yaar na mile te mar jawaan

Je mainu pyaar na mile te mar jawaan

Je mainu yaar naa miley te mar jawaan

Je mainu pyaar na mile..

Je mainu yaar na mile..

Je mainu pyaar na mile te mar jawaan

Main mar jawaan, main mar jawaan

Main mar jawaan..