Lagan (1955) – Mujhe Nazar Se Utar Kar Bhi Song Lyrics

Lagan is the second movie released in 1955 based on the tax paid to the local government by the farmers. It was directed by O. P. Dutta and featured Sajjan, Nalini Jaywant, Om Prakash, Shammi, and Raj Mehra in main roles.

Album: Lagan (1955)

Song: Mujhe Nazar Se Utar Kar Bhi


Lyrics

(Mujhe nazar se utar kar bhi
Na chain paya to kya karoge) – (2)
Jise bhula ke chalo ho dil se – 2
Wo yaad aaya to kya karoge
To kya karoge
Mujhe nazar se utar kar bhi
Na chain paya to kya karoge

(Chalo ye mana baiger mere
Tumhari rate jawa rahegi) – (2)
Magar jo bhule se mere
Khwabo ne aa jagaya
To kya karoge to kya karoge
Mujhe nazar se utar kar bhi
Na chain paya to kya karoge

(Tumhari mehfil mein roz gam ki
Nayi kahani naya fasana) – (2)
Jo bato bato me naam mera
Zuba pe aaya to kya karoge
To kya karoge
Mujhe nazar se utar kar bhi
Na chain paya to kya karoge
Jise bhula ke chalo ho dil se – 2
Wo yaad aaya to kya karoge
To kya karoge
Mujhe nazar se utar kar bhi
Na chain paya to kya karoge