Lajja – Mujhe Sajan Ke Ghar Jana Hai Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 2001 and was directed by Mr Rajkumar Santoshi. The film talks about a woman’s plight in India. The film stars Rekha, Manisha Koirala, Mahima Choudhary, Madhuri Dixit, Anil Kapoor, Jackie Shorff, Ajay Devgan and Samir Soni in leading roles.

Album: Lajja

Song: Mujhe Sajan Ke Ghar Jana Hai


Lyrics

Mehandi lagake aai, hay
Bindiya sajake aai, oye hoye hoye hoye
Mehandi lagake aai, bindiya sajake aai
Chudi khankake aai, payal chhankake aai
Ho abb git milan ke gana hai, gana hai, gana hai
Mujhe sajan ke ghar jana hai – (4)
Han, mujhe sajan ke ghar jana hai
Mujhe sajan ke ghar jana hai – (2)

Gudiya patole the meriya nishaniya, yado reh janiya
Bachpan bita jawani aai, hoye
Bachpan bita jawani aai, sajan kaa sandesa layi
Saiyyanji kee sej ko jake, phulo se mahekana hai
Mujhe sajan ke ghar jana hai – (2)
Han mujhe sajan ke ghar jana hai

Jamdiya mohe piya toh paraiya ho jandiya, piya mar janiya
Pal me nata tod chalee mai, hoye
Pal me nata tod chalee mai, babul kaa ghar chhod chalee mai
Abb toh piya ke des me, sara jivan mujhe bitana hai
Mujhe sajan ke ghar jana hai – (2)
Han mujhe sajan ke ghar jana hai
Oh oh oh, aah aah aah aah…….
Beti kee takdir kaa likha, hai
Beti kee takdir kaa likha padhke mamta roi
Kisee ne isako janam diya aur le jaye ise koee

Ho, sajdhajke aaye barati, laye ghode hathi
O, teree shadi ke mauke pe milke sehra gayenge
Sada suhagan rahe tu banno, tujhe duaein de jayenge
Aaj kee raina ham logo ko jhum jhumke gana hai, oye hoye
Mujhe sajan ke ghar jana hai – (3)
Han mujhe sajan ke ghar jana hai
Mujhe sajan ke ghar jana hai – (2)