Le Chal Apne Sang – Le Chal Mujhe Tu Apne Sang Song Lyrics

Le Chal Apne Sang is the same-old love story that has been repeated for umpteen times on the screen. What attracts the attention of cinegoers is that the film is written and directed by Vijay Kondke, the son of veteran Marathi actor, Dada Kondke. However, the film proved that stepping into dad’s shoes does not suit all. The film was nothing less than a disaster.

Album: Le Chal Apne Sang

Song: Le Chal Mujhe Tu Apne Sang


Lyrics

(Le chal mujhe tu apne sang o sajna
Tere bin reh na paungi
Tujhko reh reh ke yaad aaungi
Garmi me banungi pankha
Barish me banungi chhata
Thandi me banungi kambal
Tere kaam aaungi) – (2)
Le chal mujhe tu apne sang

(Banke teri dulhan tere ghar me aaungi
Tere nanhe munno ki maa ban jaungi) – (2)
Sasu ji ki seva karugi
Raat me pyar ki bate karungi
Tere liye lori gaungi o sajna
Tere bina reh na paungi
Tujhko reh reh ke yaad aaungi
Garmi me banungi pankha
Barish me banungi chhata
Thandi me banungi kambal
Tere kaam aaungi
Le chal mujhe tu apne sang

(Mujhko na le jane ka koi to bahana hai
Jarur kisi ke pyar ka dil tera diwana hai) – (2)
Sautan ke sang mai reh jau
Teri judai seh na paungi
Warna zaher khaungi o sajna
Tere bin reh na paungi
Tujhko reh reh ke yaad aaungi
Garmi me banungi pankha
Barish me banungi chhata
Thandi me banungi kambal
Tere kaam aaungi
Le chal mujhe tu apne sang