Life Mein Hungama Hai – Saat Suron Ke Sargam Se Song Lyrics

Life Main Hungama Hai is a 2013 adventures film directed by Sunil Advani. The film is inspired by Ruskin Bond’s short story and deals with two friends trying to get out of the bored routine of the hostel life and travel the work in a ship. Vishi and Sunny are the two child actors who are the centre of attraction in the film. These kids are supported by Jackie Shroff, Paresh Rawal, Boman Irani and Urmila Martondkar in cameo roles.

Album: Life Mein Hungama Hai

Song: Saat Suron Ke Sargam Se


Lyrics

(Saat suron ke sargam se hai
Har jeevan sangeet
Sardi garmi barkha gaayein
Har mausam ke geet) – 2
(Aage chalta ja chalta ja chalta ja tu
Aage chalta ja chalta ja re) – 2
Saat suron ke sargam se hai har jeevan sangeet
Sardi garmi barkha gaayein har mausam ke geet
(Aage chalta ja chalta ja chalta ja tu
Aage chalta ja chalta ja re) – 2

Dukh hon to yeh neer bahaaye sukh mein yeh muskaaye
Koi rut ho geet hamesha sabka saath nibhaaye
Har lay har sur mein goonje man se man ki preet
Taal se taal ka milan sada se hai har yug ki reet
(Aage chalta ja chalta ja chalta ja tu
Aage chalta ja chalta ja re) – 2

Ghoomate pahiyon ki aawaajein khwaab likhein raahon par
Kil kil meethi dhun mein nadiya dhoondhein sagar
Bhed bhaav ki is dharti par
Raag hain sabke meet
Sa re ga ma pa dha ni sa hai har haar ki jeet
(Aage chalta ja chalta ja chalta ja tu
Aage chalta ja chalta ja re) – 2

Saat suron ke sargam se hai har jeevan sangeet
Sardi garmi barkha gaayein har mausam ke geet
(Aage chalta ja chalta ja chalta ja tu
Aage chalta ja chalta ja re) – 2

Saat suron ke sargam se hai
Har jeevan sangeet
Sardi garmi barkha gaayein
Har mausam ke geet
Saat suron ke sargam se hai
Har jeevan sangeet
Sardi garmi barkha gaayein
Har mausam ke geet
(Aage chalta ja chalta ja chalta ja tu
Aage chalta ja chalta ja re) – 2

Saat suron ke sargam se hai har jeevan sangeet
Sardi garmi barkha gaayein har mausam ke geet
(Age chalta ja chalta ja chalta ja tu
Aage chalta ja chalta ja re) – 2

Dukh hon to yeh neer bahaaye
Sukh mein yeh muskaaye
Koi rut ho geet hamesha
Sabka saath nibhaaye
Har lay har sur mein goonje
Man se man ki preet
Taal se taal ka milan sada se
Hai har yug ki reet
(Aage chalta ja chalta ja chalta ja tu
Aage chalta ja chalta ja re) – 2

Ghoomate pahiyon ki aawaajein
Khwaab likhein raahon par
Kil kil meethi dhun mein
Nadiya dhoondhein sagar
Bhed bhaav ki is dharti par
Raag hain sabke meet
Sa re ga ma pa dha ni sa
Hai har haar ki jeet
(Aage chalta ja chalta ja chalta ja tu
Aage chalta ja chalta ja re) – 2

Saat suron ke sargam se hai har jeevan sangeet
Sardi garmi barkha gaayein har mausam ke geet
(Aage chalta ja chalta ja chalta ja tu
Aage chalta ja chalta ja re) – 2