Loha (1987) – Teri Hasti Hai Kya Song Lyrics

This Bollywood movie was directed by Mr Raj N. Sippy. The star cast for the film is inclusive of Dharmendra, Karan Kapoor, Shatrughan Sinha, Mandakini, Amrish Puri and Madhavi in pivotal roles. The film was a huge hit a the Indian Box Office along with a hit music album.

Album: Loha (1987)

Song: Teri Hasti Hai Kya


Lyrics

Teri hasti hai kya jo mitayega
(Teri hasti hai kya jo mitayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Jhukayega kya jhukayega) – (2)
Sans jab tak hai hum to nachege – 2
Jisne paida kiya woh bachayega – 2
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega teri hasti hai kya

Apne ghunghruki kasam
Nachate jayenge hum
Jaan jaye ke rahe ab na rokenge kadam
Lagi tan man me agan ab ye karegi jalan
Kamp jayegi zamin sar zuka dega gagan
Ghum udthana likha hai muqaddar me
Dil jalana likha hai muqaddar me
Uski margi hai tu kya nachayeja – 2
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega teri hasti hai kya

Tere sar pe chadha jhuthi takat ka nasha
Tukjhko malum nahi hal kya hoga tera
Hai tera naam bura hai tera kam bura
Yaad rakh hoga yahi tera anzam bura
Khali jata nahi var aaho ka
Tujhko badla milega gunaho ka
Nav kagaz ki kab tak chalayega – 2
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega teri hasti hai kya

Khun bahta hai jaha aag lagti hai waha
Aaj julmo ka tere fesla hoga yaha
Bachke jayega na tu chain payega na tu
Rang lata hai sada ye gunaho ka lahu
Aasma wala insaf karta hai – 2
Jisne jaisa kiya waisa phal ta hai
Ghar ka dipak hi ghar ko jalayega – 2
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Teri hasti hai kya jo mitayega – 2
(Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega) – (3)