Love Aaj Kal – Mehrama Song Lyrics

Music By : Pritam
Singer : Darshan Raval & Antara Mitra
Male : Chaahiye kisi saaye mein jagah

Chaaha bahut baar hai

Na kahin kabhi mera dil lagaa

Kaisa samajhdaar hai
Male : Main na pohchun kyun wahaan pe

Jaana chaahun main jahaan

Main kahaan kho gaya

Aisa kya ho gaya
Male : O mehrama, kya mila

Yun juda hoke bata

O mehrama, kya mila

Yun juda hoke bata
Male : Na khabar apni rahi

Na khabar apni rahi

Na raha tera pata
Male : O mehrma, kya mila

Yun juda hoke bata
Female : Jo shor ka hissa hooni

Woh aawaz hoon

Logon mein hoon

Par tanha hoon main

Haan tanha hoon main
Female : Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe

Bolo magar na baatein karun

Ye kya hoon main
Male : Sab hai lekin main nahi hoon

Woh jo thoda tha kami

Woh hawa ho gaya

Kyu khafa ho gaya
Male : O mehrma, kya mila

Yun juda hoke bata

O mehrama, kya mila

Yun juda hoke bata
Male : Na khabar apni rahi

Na khabar apni rahi

Na raha tera pata

O meherma, kya mila

Yun juda hoke bata