Love Aaj Kal – Yeh Dooriyan Song Lyrics

Music By : Pritam
Singer : Mohit Chauhan
Male : Sach kahun toh honth jalte mere

Chup rahun toh saans hi na aaye

Mushqil hai bahut hi

Ab chhupana ya batana
Male : Zyada paas aana

Hai asal mein door jaana

Mere saath mere

Zakhm bhi hain dard bhi hain

Jinse hai bigadta

Jo bhi chaahun main banana

Mujhe nazdeeqiyon se meri

Yeh dooriyan…

Yeh dooriyan…
Male : Kabhi hua yeh bhi

Khali rahon pe bhi

Tu tha mere saath
Male : Kabhi tujhe milke lauta

Mera dil yeh khali khali haath

Yeh bhi hua kabhi

Jaise hua aabhi

Tujhko sabhi mein paa li
Male : Tera mujhe kar jaati hai dooriyan

Satati hain dooriyan

Tarsati hain dooriyan

Fanah ho sabhi dooriyan
Male : Kaha bhi na mene

Nahi jeena mene

Tu jo na mila
Male : Tujhe bhule se bhi na

Bola na mene chahun fasla
Male : Bas fasla rahein

Ban ke kasak jo kahen

Ho aur chahat yeh aur jawan

Teri meri mit jaani hai dooriyan

Begani hai dooriyan
Male : Hat jani dooriyan

Fanah ho sabhi dooriyan
Male : Kyun koi paas hai

Door hai kyun koi

Jaane na koi yahan pe
Male : Aa raha paas ya door mein ja raha

Janu na mein hoon kahan pe
Male : Yeh dooriyan
Male : In raahon ki dooriyan

Nigahon ki dooriyan

Hum rahon ki dooriyan

Fanah ho sabhi dooriyan.