Love Breakups Zindagi – Chhayi Hai Tanhai Song Lyrics

Chhayi Hai Tanhai Lyrics from Love Breakups Zindagi: The song is sung by Shafqat Amanat Ali, Salim Merchant, and Shruti Pathak. It is composed by Salim-Sulaiman with lyrics written by Javed Akhtar.


Chhayi hai tanhaai, kyun naa jaane
Saza yeh kyun hai payi, kaun naa jaane
Sooni hai raahein, sooni hai baahein
Sooni nigaahein, jisko hai kho jaana
Woh milta hi kyun hai Dil ko hai murjhana, toh khilta hi kyun hai
Jisko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai
Dil ko hai murjhaana, toh khilta hi kyun hai Dekho dekho zara, haye kya tha kya ho gaya
Haye tum meharbaan thay hum shadma the
Mehki thi dil ki waadiyan Ho ho chahat bhari woh aankhein, ras mein doobi woh baatein
Kho gayi jaane kahan
Palkon ke thay jo saaye, kyun ho gaye paraye
Kyun aa gayi dooriya’n Jisko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai
Dil ko hai murjhana, woh khilta hi kyun hai
Jis ko hai kho jaana, woh milta hi kyun hai
Dil ko hai murjhana, woh khilta hi kyun hai
Sooni hai raahein, sooni hai baahein
Sooni nigaahein, chhayee hai tanhayi
Kyun na jaane, saza yeh hai kyun payi, kaun jaane….


Singer: Shafqat Amanat Ali, Salim Merchant, Shruti Pathak

Lyricist: Javed Akhtar

Music: Salim-Sulaiman