Love Games – Awargi Song Lyrics
Album: Love Games
Song: Awargi
Lyrics
Awargi se dil bhr gaya
Teri gali main rehne laga
Jaise kabhi bhi ki na kisiki
Teri fikar main rehne laga
Tere aansu piyu main
Kabhi tujhko hassaun
Tuzhe durr se dekhun
Kabhi dil main basaun
Tere khaatir jeeyun main
Kabhi tuzpe lutaaun
Yeh jann meri jaan hai tu…bas tu..
Awargi se dil bhr gaya
Teri gali main rehne laga
Tere aansu piyu main
Kabhi tujhko hassaun
Tuzhe durr se dekhun
Kabhi dil main basaun
Tere khaatir jeeyun main
Kabhi tuzpe lutaaun
Yeh jann meri jaan hai tu…bas tu..
Na tu khud ka tha kabhi
Na khuda ka mai..
Tu mila toh ho gaya
Khudbakhud tera main
Hone laga hai khud pe
Ab muzko yakin
Imaan badal ke mera
Tu badalna nahi..
Tere khuda se mangu main kya..
Muzko duaayein aati nahi
Tuzse mohabbat kaise karu main
Muzko wafayein aati nahi
Tuze dekh ke lekin
Yeh dil dagmagaaya
Muzhe aazaan dekar
Tu muzko jagaye
Muzhe meri nazar main
Tu muzko uthayein
Meri imaan meri jaan hai tu..
Bus tu.. hai tu…hai tu..