Love Khichdi – Jara Sa Halaka Sa Nasha Sa Chhane Laga Hai Song Lyrics

A second-in-command chef of a five-star hotel in Mumbai is trying to cook a special dish for himself which he can relish for a lifetime. And the dish is to impress girls and women from rich society, befriend them, and fulfill physical and materialistic desires. Randeep Hooda is trying this recipe in Love Khichdi, a romantic comedy film released in 2009.

Album: Love Khichdi

Song: Jara Sa Halaka Sa Nasha Sa Chhane Laga Hai


Lyrics

Jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe khumaar hai jara
Jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe bekaraar hai jara
Bewajah yeh aankhein muskuraati hai, bewajah dil gumsum huwa
Baaraha mujhe teri yaad aati hai, ajab sa yeh mausam deewaana aaya
Jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe khumaar hai jara

Jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe bekaraar hai jara

Thode se pareshaan those hairaan se hai jo naya raasta
Dilkash inn raahon mein kab koyi mod ho yeh hai mujhe kya pata
Kho na jaaye dil yeh mera kahin, gum kahin chain ho jaaye na
Aaj tumhaari baaton hi baaton mein
Yahin pal pal mere dil ko khayaal aaya
Jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe khumaar hai jara

Socha na tha kabhi hogi duniya meri iss kadar meherbaan
Ghul jaayegi meri saanson mein raagini, gaane lagegi fiza
Jaayeka badala jindagaani ka, mitha mitha lagane laga
Khushnuma manjar abb jo aaya hai
Tumhaare hi khaabon ke saath saath aaya
Jara sa halaka sa nasha sa chhane laga hai, dil pe khumaar hai jara