Love Shagun – Saathiya Song Lyrics

Singers : Kunal Ganjawala, Rishi Singh (Backing Vocals)
Music by : Rishi-Siddharth
Male : Aye khuda shukriya.. oho

Jo tune diya

Hai paas mere.. hey-hey

Jo hai mera jo hai mera

Jo hai mera..
Male : Dil pe khushi chaane lagi hai

Jannat baahon mein aane lagi hai

Aane lagi hai jannat baahon mein
Male : Saathiya saathiya ishq tera

Saathiya saathiya ishq tera

Saathiya saathiya ishq tera
Male : Baahon mein aakar muskuraade

Hothon ko labon se sajaa de

Baahon mein aakar muskuraade

Hothon ko labon se sajaa de
Male : Badhne de surkhiyaan

In aankhon mein

Teri saanson se

Aur hawaa de.. yeah yeah
Male : Haa dil pe khushi chaane lagi hai

Jannat baahon mein aane lagi hai

Aane lagi hai jannat baahon mein
Male : Saathiya saathiya ishq tera

Saathiya saathiya ishq tera

Saathiya ishq tera
Male : Saathiya.. ishq tera..