Lucky: No Time for Love – Sun Zara Song Lyrics

Music By : Adnan Sami
Singers : Sonu nigam
Male : Sun zara soniye sun zara

Sun zara soniye sun zara

Sun zara soniye sun zara

Sun zara soniye sun zara

Aaj kkamoshiyon se

Aa rahi hai sada

Dhadkanein hain deewani

Dil bhi kuchh keh raha hai
Male : Sun zara soniye sun zara

Sun zara soniye sun zara

Aaj kkamoshiyon se

Aa rahi hai sada

Dhadkanein hain deewani

Dil bhi kuchh keh raha hai

Sun zara soniye sun sun zara
Male : Beete lamhon ke saaye to

Bas yahin tham gaye hain

Yaad mujhe aaye teri baatein

Palkon ki surkh chadar pe

Ashk bhi jam gaye hain

Teri aankhon se na hat-ti aankhein

Bebasi ka hai aalam

Kya karoon main bata

Dhadkanein hain deewani

Dil bhi kuchh keh raha hai

Sun zara soniye sun zara

Sun zara soniye sun zara
Male : Aaj kkamoshiyon se

Aa rahi hai sada

Dhadkanein hain deewani

Dil bhi kuchh keh raha hai

Sun zara soniye sun zara

Sun zara soniye sun zara
Male : Choom ke apne hothon se

Tere gham ko chura loon

La ke tujhe de doon khushiyan saari

Apni har beqaraari ko

Seene mein hi chhupa loon

Meri chahatein jayein tujhpe waari

Sehme-sehme labon mein

Ghul gayi hai dua

Dhadkanein hain deewani

Dil bhi kuchh keh raha hai

Sun zara soniye sun zara

Hey sun zara soniye sun zara
Male : Aaj kkamoshiyon se

Aa rahi hai sada

Dhadkanein hain deewani

Dil bhi kuchh keh raha hai

Sun zara soniye sun zara

Ho sun zara soniye sun zara

Sun zara soniye sun zara

Sun zara soniye sun zara