Maan Gaye Mughall-E-Azam – Marmari Baahein, Sandhali Saansein Song Lyrics

Maan Gaye Mughal-e-Azam is a comedy film released in 2008. Sanjay Chel is the director and writer of the film. An underworld don is planning to rock the city by triggering bomb blasts to avenge the Babri Masjid demolition. A group of actor from a Drama Company is aware of his plan, and they join hands with an RAW agent to save the city.

Album: Maan Gaye Mughall-E-Azam

Song: Marmari Baahein, Sandhali Saansein


Lyrics

Oooooo…..ooo..oooo…

Marmari baahein, sandhali saansein, teri aor le chali
Marmari baahein, sandhali saansein, teri aor le chali
Ras bhari baatein, madhbari raatein, teri aor le chali

Gore kandhe pe kaala til,
Kya kahoon kaisa hai kaatil
Sare jahaan mein uske siva
Mujhe kuch bhi nahin haasil
Dekh dekh jaise mera jiya sharmaaye hai..
Kya karoon re besharam voh toh mera saaya hai
Voh toh mera saaya hai…..
Chanchali aankhen, manchali zulfein, teri aor le chali
Marmari baahein, sandhali saansein, teri aor le chali

Tujhe pyar karoon mein bepanah
Dekhe karta hai kaun mana
Karne do mujhe yeh gunaah ..yeh gunaah
Jism ko jalne do raat bhar
Saanson ki dheemi si aanch par
Aur mere humsafar meeta sa yeh dard deta hai kitna maza
Tann mann tarse hai pal pal pyar voh
Bheege bheege sapne yeh de do mere yaar ko … de do mere yaar ko…
Aahatein sunti karwatein ginti, teri aor le chali
Marmari baahein, sandhali saansein, teri aor le chali