Madan Mohan – Tere Bagair – Aaj Mujhe Jal Jaane Bhi Do Song Lyrics

Madan Mohan – Tere Bagair is a rare collection of unused songs composed by music maestro, Madan Mohan. The album has 15 songs and was released on the occasion of 85th birth anniversary (June 25, 2009) of the man whose songs are alive forever. Any listeners who know A, B, C of music will appreciate this album with heart.

Album: Madan Mohan – Tere Bagair

Song: Aaj Mujhe Jal Jaane Bhi Do


Lyrics

Hey hey hey hey hey hey hey hey…….. ho o o o hmm hmm hmm hmm
(Aaj mujhe jal jaane bhi do, aag se aag bujhaane bhi do
Dur dur na raho aa jao aa jao aa jao pas mere, pas mere, pas mere) -2
Aaj mujhe jal jaane bhi do

Ji chaahe chhuke badan tera, thodi si khushabu (churaa lu main -2) – (2)
Deewaana hoke meri jaan ho ho ho baahon mein tujhako utha lu main
Pal do pal ka yeh tufaan jaane le jaaye kahaan
Dur dur na raho aa jao aa jao aa jao paas mere, paas mere, paas mere

Aankho ko aankho se milane do, palake jhukaane se kya hoga, kya hoga-2
Yeh bolo bhadake sholon ko o ho ho dil mein dabaane se kya hoga
Apane dil ki baaton ko honto pe bhi aane do dur dur
Dur dur na raho aa jao aa jao aa jao pas mere, pas mere, pas mere -2
Aaj mujhe jal jaane bhi do

Mausam hai chadhati jawaani ka, aata hai tufaan to aane do, aane do -2
Roko na dono kinaaro ko o ho ho leharo mein tum dub jaane do
Aise bhi sharmaao na aao na aa jaao na dur dur
Dur dur na raho aa jao aa jao aa jao pas mere, pas mere, pas mere -2
Hey aaj mujhe jal jaane bhi do, aag se aag bujhaane bhi do
Dur dur na raho aa jao aa jao aa jao pas mere, pas mere, pas mere
Hey aaj mujhe jal jaane bhi do, aane bhi do, aane bhi do…. haay