Madhumati – Julmee Sang Aankh Ladee Song Lyrics

Madhumati is a 1958 classic film directed by Bimal Roy. Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Pran and Johnny Walker are the main leads. The film starts with a car breaking down in a rainy night. The person who is driving the car finds a house to spend the night. From here, he starts recollecting pictures of his previous birth, and the tragic end of his love affairs with a village belle.

Album: Madhumati

Song: Julmee Sang Aankh Ladee


Lyrics

Julmee sang aankh ladee, julmee sang aankh ladee re – (2)
Sakhee mai ka se kahu, ree sakhee ka se kahu
Jane kaise yeh bat badhi, julmee sang aankh ladee re – (2)

Woh chhup chhupke bansari bajaye
Woh chhup chhupke bansari bajaye re
Woh chhup chhupke bansari bajaye
Sunaye mohe mastee me duba hua rag re
Mohe taro kee chhanv me bulaye
Churaye meree nindiya mai reh jau jag re
Lage din chhota rat badee, julmee sang aankh ladee re
Julmee sang aankh ladee, julmee sang aankh ladee re
Sakhee mai ka se kahu……

Baton baton me rog badha jaye
Baton baton me rog badha jaye re
Baton baton me rog badha jaye
Hamara jiya tadpe kisike liye sham se
Meraa pagalpana toh koi dekho pukaru me
Chanda ko sajan ke nam se
Phiri man pe jadu kee chhadee, julmee sang aankh ladee re
Julmee sang aankh ladee, julmee sang aankh ladee re
Sakhee mai ka se kahu……