Mahal – Mai Woh Hasin Hu Labo Pe Jo Song Lyrics

Mahal is a mystery film by Shanker Mukherjee. It hit the screen in 1969 with Dev Anand, Asha Parekh, Farida Jalal, Abhi Bhattacharya and David in lead role. When a driver is not able to arrange fund for his sister’s wedding, he is offered by a man to impersonate as the brother-in-law of a rich man living in a mansion. He comes to know about the offer as a trap when he is framed in a murder case of the real owner of the palatial house.

Album: Mahal

Song: Mai Woh Hasin Hu Labo Pe Jo


Lyrics

Mai woh hasin hu labo pe jo aane se reh gai
Mai woh shama hu jo kabhee roshan nahee hui
Mai woh umang nikali jo dil se na ek bar
Mai woh khushee ke gam ne jise kar liya shikar

Mai woh dulhan hu ras na aaya jise singar
Mai woh chaman hu jisame na aai kabhee bahar – (2)
Mai woh dulhan hu ras na aaya jise singar
Mai woh chaman hu jisame na aai kabhee bahar

Ghar jal gaya toh aag bujhane se fayda – (2)
Usame wafa ko abb yeh (jatane se fayda -2)
Par mere dil ka chain meraa dil hai bekarar
Mai woh chaman hu jismein na aai kabhee bahar – (2)

Kashtee bhatak rahee hai kinara nahee koi – (2)
Majbur jindagee ka (sahara nahee koi -2)
Marne ka intejar hain marne ka intejar
Mai woh chaman hu jismein na aai kabhee bahar – (2)
Mai woh dulhan hu ras na aaya jise singar
Mai woh chaman hu jismein na aai kabhee bahar