Maharana Pratap – The First Freedom Fighter – Har Har Mahadev Song Lyrics

This Historical epic Bollywood movie was directed and produced by Mr Pradeep Kumawat. The film is based on true events based on Maharana Pratap who was from Mewar in Rajasthan, India. This was the first time when a move was made on his life. The film shows the conflicts and fights between Maharana Pratap against Man Singh and Akbar that lead to the Haldighati Battle. The music composition for the film is done by Dr Prem Bhandari.

Album: Maharana Pratap – The First Freedom Fighter

Song: Har Har Mahadev


Lyrics

Bharat ke runvero ko jo praano se bhi payara hai
Bharat ke runvero ko jo praano se bhi payara hai
Aur nahi kuch pyara pyara aajadi ka nara hai
Aur nahi kuch pyara pyara aajadi ka nara hai
Har har har har har mahadev har har har har har mahadev – 4

Aajadi ka deepak hardam jalta hai maiiwaad me
Nahi bujha ye deepak varsha aandi ki bochhar me
Haldi ghati ke aagan me suro ki hunkar uthi
Aajadi ki rksha ke hit veero ki talwar uthi
Chatak par chad kar ke jisane liya haat me bhala tha
Veer partap janam se hi aajadi ka matwala tha
Aajadi ka matwala tha aajadi ka matwala tha
Iss janni ke chrno me jisne apna sab wara hai – 2
Aur kuch nahi pyara pyara aajadi ka nara hai
Har har har har har mahadev har har har har har mahadev – 4

Bandani ki sundarta pe jiska mandar chhaya tha
Le kar ke sena chatk ghode pe chad ke aaya tha
Jit nahi paya tha jab wo talwaro aur teero se
Khel rachya dhoke ka tab rajastani veero se
Mewadi run baburo ne bhi di aahuti paran ki
Sadiyo ne jo har vart karke jaan bachai aan ki
Jaan bachai aan ki jaan bachai aan ki
Sir pe apne kafn bandh kar satru ko lalkara hai – 2
Aur kuch nahi pyara pyara aajadi ka nara hai
Har har har har har mahadev har har har har har mahadev – 4