Maharana Pratap – The First Freedom Fighter – Ye Lahu Roti Hui Sham Song Lyrics

This Historical epic Bollywood movie was directed and produced by Mr Pradeep Kumawat. The film is based on true events based on Maharana Pratap who was from Mewar in Rajasthan, India. This was the first time when a move was made on his life. The film shows the conflicts and fights between Maharana Pratap against Man Singh and Akbar that lead to the Haldighati Battle. The music composition for the film is done by Dr Prem Bhandari.

Album: Maharana Pratap – The First Freedom Fighter

Song: Ye Lahu Roti Hui Sham


Lyrics

Ye lahu rotee hui sham ye larho ke kafan – 2
Gham me dubi darde waqt ye ujade ek taraf
Kitane gamgin udas hai faja me falee hai
Jal mahal hai ki wafawo ka sulagata jaam

Ek shansavo ki mag rur tamanao me
Sab nami rup ki jalate ko jala dala tha
Apna gangin har mukana sajane ke liye
Kitane mausam chirago ko bhuja dala tha

Julam ki aag sitaro ko julas sakti hai
Julam ke haat sitaro ko nahi pa sakte
Jinke sine me havas ke siwa kuch aur na ho
Wo mohhbat ke nazaro ko nahi pa sakte
Padmani tujh pe bhut naj hume aaj bhi hai
Tune na paak irado ko mita hi dala
Apni ijjat ke liye apni wafa ke khatir
Phul se jism ko johir me jala hi dala – 3
Ye lahu rotee hui sham ye lahero ke kfan – 2