Main Khiladi Tu Anari – Dil Ka Darwaja Khula Hai Raja Song Lyrics

Main Khiladi Tu Anari is a romantic, comedy and an action film directed by Sameer Malkan. It was in the list of five top grossing movie of 1994. It starred Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Shilpa Shetty, Raageshwari, Shakti Kapoor, and Kader Khan in lead roles. An inspector who is seeking revenge against an underworld don is facing problem when a matinee movie idol starts shadowing him to research for his role as an inspector in a movie.

Album: Main Khiladi Tu Anari

Song: Dil Ka Darwaja Khula Hai Raja


Lyrics

Dil ka darwaja khula hai raja, raja, raja, raja
Aath roj kee too chhutti leke aaja, aaja, aaja, aaja
(Dil ka darwaja khula hai raja
Aath roj kee too chhutti leke aaja) – (2)

Naya somvar aayega sath tere
Mere hath me honge phir hath tere
Manayenge mangal ko jungle me mangal
Toh budh tak chalega yeh mangal ka dangal – (2)
Mm, maja somras ka mujhe bhee jaga ja, aaja aaja aaja
Pada hai jo parda woh aake utha ja, aaja aaja aaja
(Dil ka darwaja khula hai raja
Aath roj kee too chhutti leke aaja) – (2)

Naye gur guruvar ke seekh le na
Oh, hunar mujhse kuchh pyar ke sikh le na
Bada shukr phir shukravar abb na hoga
Toh pura hamara koi sapna hoga – (2)
Han han, toh iss bar meraa vrat bhee chhuda ja, aaja aaja aaja
Tujhe pyar kar karke kar dungee taja, aaja aaja aaja
(Dil ka darwaja khula hai raja
Aath roj kee too chhutti leke aaja) – (2)

Shanivar kee rat bharee padegee
Mohabbat kee gadi se gadi ladegee
Ravivar ko apna paigam hoga
Ke chhutti ke bin bhee bahut kam hoga – (2)
Haye meree saton rate suhagan bana ja, aaja aaja aaja
Manayenge khushiyan bajayenge baja, aaja aaja aaja
(Dil ka darwaja khula hai raja
Aath roj kee too chhutti leke aaja) – (2)