Malamaal Weekly – Hansani O Meri Hansani Song Lyrics

Singers : Javed Ali and Shreya Ghoshal
Music by : Uttankk V. Vorra
Male : Hansani o meri hansani
Female : Hansani main teri hansani
Male : Tera piya

Tujhko pukaare aa paas aa ja
Female : Hansani main teri hansani
Male : Hansani o meri hansani
Female : Mere piya

Lo aa gayi main

Jaha chahe le ja

Hansani
Male : O meri hansani
Male : Gori o sun le gori

Arey laagi lagan bas teri
Female : O o chhore o baake bhhore

Jo teri duniya woh duniya teri

Chanana chanana chan bole payaliya

Tere hi dil ki tarah
Male : Ghanan ghanan ghan barse badariya

Aaisi hain teri ada
Female : Aa laaj ki maari mein

Marr jaaun main sajana
Male : Hansani o meri hansani
Female : Hansani main teri hansani
Male : Tera piya

Oh tujhko pukaare

Aa paas aa ja
Female : Ghata saawan liye

Yahaan agar aaye toh
Male : Yeh din thehar jaaye toh

Thehar jaaye toh

Ke bachpan yahaan

Nazar aaye toh

Khel khel woh bartan

Chhulha dulhan aur dulha
Female : Bhaag bhaag ham shor

Machaye jab aaye mela
Male : Ohh saawan ka mela main

Ab tak na bhula
Female : Hansani main teri hansani
Male : Hansani o meri hansani
Female : Mere piya lo aa gayi main

Jahan chahe le ja
Male : Hansani o meri hansani
Female : Hansani main teri hansani
Male : Tera piya tujhko pukaare

Aa paas aa ja