Meri Pyaari Bindu – Haareya Song Lyrics

Haareya Lyrics from Meri Pyaari Bindu starring Ayushmann Khurrana and Parineeti Chopra. The song is sung by Arijit Singh and composed by Sachin-Jigar with lyrics written by Priya Saraiya.


Dekheya main chaand dekheya
Nooran waale sitaare dekheya
Par tere jaisa na koi dekheya mainLagta hai nigaahon mein teri
Bin doobe rehna hi nahi
Mujhe ishq yeh karne se
Ab koi bhi na rok sakeyaO haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
Main haara tujhpe o..O hareya main dil hareya
O hareya main dil hareya
O hareya main dil hareya
Main haara tujhpe
Main haara tujhpe o…
mmm.. o o.. oo..
mmm.. o oo..Khuli aankhon se dekha woh
Haseen khwab hai tu
Dil mein jo utar jaaye woh
Pyaari baat hai tu (x2 repeat)Tere naam ka nasha nasha hai
Zubaan pe chhaa gayaa
Iss bekhudi mein doobne se
Main khud ko na rok sakeyaDekheya main phool dekheya
Khushboo ke nazare dekheya
Par tere jaisa na koi dekheya mainLagta hai baahon mein teri
Bikhre bin rehna hi nahi
Mujhe ishq yeh karne se
Ab koi bhi na rok sakeyaO haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
Main haara tujhpe o..Main hareya main dil hareya
Ke hareya main dil hareya
Lo hareya main dil hareya
Main haara tujhpe
Main haara tujhpe o…
Mmm… o o.. oo…


Singer: Arijit Singh

Lyricist: Priya Saraiya

Music: Sachin-Jigar