Mickey Virus – Tose Naina Song Lyrics

Music By : Hanif Shaikh
Singers : Arijit Singh
Male : Is lamhe ko rok doon

Ya main khud ko is mein jhonk doon

Kya karun.. kya karun.. kya karun..

Is lamhe main kuchh bhi jaanu na..
Male : [Naina naina laage

Naina naina laage

Naina naina laage

Naina naina laage]
Male : Tose naina jab se mile

Tose naina jab se mile

Ban gaye silsile…
Male : Tose naina jab se mile

Tose naina jab se mile

Ban gaye silsile

Tose naina jab se mile
Male : O sudh-budh khoyi hai khoyi maine

Haan jaan ganwaai, ganwaai maine

Haan tujhko basaya hai dhadkan mein

Saanware..

O sudh-budh khoyi hai khoyi maine

Haan jaan ganwaai, ganwaai maine

Haan tujhko basaya hai dhadkan mein

Saanware…
Male : Tose naina jab se mile

Tose naina jab se mile

Ban gaye silsile
Male : [Naina naina laage

Naina naina laage

Naina naina laage

Naina naina laage]
Male : Khud ko kho kar tujhko paya

Is tarah se mujhko jeena aaya

O….

Khud ko kho kar tujhko paya

Is tarah se mujhko jeena aaya

Teri lagan mein sab hai ganwaya

Is tarah se mujhko jeena aaya

Teri hansi meri khushi

Meri khushi tu hi…
Male : Tose naina jab se mile

Tose naina jab se mile

Ban gaye silsile
Male : [Naina naina laage

Naina naina laage

Naina naina laage

Naina naina laage]