Mirzya – Teen Gawah Hain Ishq Ke Song Lyrics

Singers : Siddharth Mahadevan and Sain Zahoor
Music by : Shankar-Ehsaan-Loy
Male : Aakash de par ab kuch nahi

Aakash te tu aur main
Male : Tana na na na na..

Tana na na na na ho..
Chorus : Teen gawah hain ishq ke

Ik rab hai ek tu aur main
Male : Sun zara kis liye gunjti hai zameen

Aasmaan dastaan sun raha hai kahi
Chorus : Teen gawah hain ishq ke

Ik rab hai ek tu aur main
Male : Tana na na na na..
Male : Aasmaan kholke dekhne de

Us taraf shayad ek aur bhi ho

Chalna rabb koi raah nal dekhta ho..

Rooh ko rooh se judne de

Ishq ki khushbu udne de
Male : Khwab tha khwab hai

Khwab mein rehne do

Aasmaan dastaan sun raha hai kahi
Chorus : {Teen gawah hain ishq ke

Ik rab hai ek tu aur main} (2)