Mitron – Door Na Ja Tujhe Song Lyrics

Singer : Sonu Nigam
Music by : Shaarib-Toshi
Male : Yeh jo mujhme ye kami hai

Kahin tu toh nahi hai

Mujhme mujh sa kuch nahi hai

Jabse tu sang nahi hai
Male : {Door na ja tujhe rabb ka vaasta

Tujhse mila mujhe rabb ka raasta aa} (2)
Male : Sun sun lafzon ki bheed mein

Khamoshi kehti hai

Sun sun lafzon ki bheed mein

Kahmoshi kehti hai
Male : Dil ki baat aansu ban ke

Aankhon se behti hai

Mohabbat ka sila

Tujhi se hai mila sathiya
Male : {Door na ja tujhe rabb ka vaasta

Tujhse mila mujhe rabb ka raasta aa} (2)