Murder 3 – Jaata Hai Tujh Tak Song Lyrics

Jaata Hai Tujh Tak Lyrics from Murder 3: The song is composed by Pritam and sung by Nikhil D’Souza. Jata hai tujh tak lyrics are written by Sayeed Quadri.


Mujhe, tu jo, hai mila, kya mila
Nahi, koi, bhi gila, hai gila
Jaana, anjaana, ab nahi, tu kahin
Paana ya khona ab mujhe kuch nahin
Jaata hai tujh tak
Mera har ek rasta
Tu hi manzil meri mera pata aaJudta hai tujhse mera har ek vasta
Chaahe ho khushi teri yaa gham teraBeenam sa, gumnaam sa
Maine to jahan me ek shaqs tha
Bikhra hua saa, tuta hua saa
Mujh mein kahin mera aks tha
Mujh apni mohabbat ka de aasra
Mujhe chaha kisi ne na teri tarah
Hai raahat-e-jaanJata hai tujh tak, mera har ek raasta
Tu hi manzil meri mera pata aa
Judta hai tujhse mera har ek vaasta
Chaahe ho khushi teri yaa gham teraMaine, maangi, jo duaa, haan duaa
Mujhe, tu hi, hai mila, haan mila
Jaana, anjaana, ab nahin, tu kahin
Paana, ya khona, ab mujhe kuch nahinJaata hai tujh tak, mera har ek rasta
Tu hi manzil meri mera pataa…Judta hai tujhse mera har ek vasta
Chaahe ho khushi teri yaa gham teraJaata hai… tu hi manzil meri….


Singer: Nikhil D’Souza

Lyricist: Sayeed Quadri

Music: Pritam