Musafir – Tez Dhaar Song Lyrics

Singer : Sanjay Dutt
Music by : Vishal – Shekhar
Male : Huh..

Ab jacket pehno

Bike nikaalo goa jaao

Petrol ka paisa raaste mein

Naachta dimaag ka bheja fry

Na raaste ka bharosa

Na mausam ka bharosa

Kaun bharega paisa

Kaun khaayega goli main nahin nahin

Umm..hmm..umm..hmm..
Male : Apna bas ek usool hai

Saare jahaan qubool hai

Apna bas ek usool hai

Saare jahaan qubool hai

Jaan jaaye toh jaan jaaye

Par mera maal na jaaye

Maal jaaye toh kissi na

Kissi ki jaan jaaye
Male : Koyi rehmat maange

Koyi maulat maange

Koyi rehmat maange

Koyi maulat maange
Male : Apun ka ek hi jawaab hai yaar

Tez dhaar umm hmm tez dhaar

Hmm..tez dhaar bas tez dhaar
Male : Kitna samjhaaya hero ko

Is desh mein har hindustaani

Ka favourite time pass hai

Gaana aur bajaana

Aur naahin toh gaane ke liye

Rukega na bajaane ke liye letega

Lekin woh saala ruk gaya

Aur billo ka dil dukh gaya
Male : …………………….
Male : Paiso ki kya hai kimmat

Kimmat to bas

Jaan hi hai

Jaan hi hai

Mere paiso ki kimmat

Hmm bas jaan hi hai hmm..

Umm hmm hmm

Seena zori chori haraam khori

Apna toh ek hi jawaab hai yaar

Tez dhaar umm hmm

Tez dhaar hmm..tez dhaar bas tez dhaar
Male : Jaan bach gayi toh neend chali jaayegi

Neend kabhi aa bhi gayi

Toh cheekta huwa darrta huwa

Kaampta huwa jaagega tu

Mauka…

Tez dhaar hmm tez dhaar
Male : Bol chhupega kahaan chhupega woh

Mauka chhupega kahaan chhupega

Aisi koyi jageh nahin jaha bachega

Bol chhupega bol chhupega
Male : Abbe saale taqdeer teri

Jhukti pehle maut tere sar pe hai

Lekin baatein aisi karta hai

Jaise zindagi tere bistar pe hai

Bol chhupega kahaan chhupega woh

Mauka chhupega kahaan chhupega

Aisi koyi jageh nahin jaha bachega

Bol chhupega bol chhupega
Male : Me bolu aaj to bole kal

To bas tez dhaar

Umm zindagi aur mauke ke

Peechhe aur ye tez tez dhaar

Seena zori chori haraam khori

Apna toh ek hi jawaab hai yaar

Tez dhaar umm tez dhaar tez dhaar

Tez dhaar tez dhaar tez tez tez dhaar

Tez tez tez dhaar tez tez tez dhaar
Male : Bol chhupega kahaan chhupega woh

Mauka chhupega kahaan chhupega

Aisi koyi jageh nahin jaha bachega

Bol chhupega bol chhupega
Male : Kya karta boss public ki demand

Thi toh billa ko aana hi pada

Kahaani khatam hone ko aayi

Aur saala action shuru hi nahin huwa

Ha ab main aa gaya hoon na

Ab dikha doon tamaasha

Dikha doon tere ko bepasha samjha….