Na Tum Jaano Na Hum – Ho Laike Pyaar Ki Chunariya Song Lyrics

Na Tum Jaano Na Hum is a love story directed by Arjun Sablok. It starred Hrithik Roshan, Esha Deol and Sail Ali Khan in main roles. Two strangers keep writing to each other and share their feelings. This continued communication turns into love without meeting or seeing each other. They are then coaxed to meet each other by their mutual friend.

Album: Na Tum Jaano Na Hum

Song: Ho Laike Pyaar Ki Chunariya


Lyrics

–male 1–
Hum kya jaane teri baatein
Tu hi jaane ram
Kiske dil par na jaane tu likh de kiska naam

–male 2–
Ho laike pyaar ki chunariya
Darwaje pe khade hai saawariya

–chorus–
Ho laike pyaar ki chunariya
Darwaje pe khade hai saawariya

–male 2–
(Ho laike pyaar ki chunariya
Darwaje pe khade hai saawariya) – 2
Der na kar chal saath mere chal
Arre der na kar chal saath mere chal
Beeti jaaye umariya
Ha laike pyaar ki chunariya
Darwaje pe khade hai saawariya

–chorus–
Ho laike pyaar ki chunariya
Darwaje pe khade hai saawariya

–male 1–
Ho oh oh oh oh, ho oh oh oh, ho oh oh oh

–male 2–
(O jaldi se ab ghoonghat khol
Meethe bol do munh se bol) – 2
Jhaank jharoke se baahar
Teri gali mein baj gaya dhol

–chorus–
Tu kaisa hai deewana, tu kaisa mastaana
Tu kaisa anjaana deewana mastaana

–male 2–
O main to naachoon beech bajariya
Main to naachoon beech bajariya
Ha laike pyaar ki chunariya
Darwaje pe khade hai saawariya
Laike pyaar ki chunariya
Darwaje pe khade hai saawariya

–chorus–
Ho laike pyaar ki chunariya
Darwaje pe khade hai saawariya

–male 2–
O pehle pyaar to hum kar le
Baad mein tu sharma lena
Pehle pyaar to hum kar le
Baad mein tu sharma lena
Pal do pal dil khush kar de
Jeevan bhar tadpa lena

–chorus–
Tu kaisa hai deewana, tu kaisa mastaana
Tu kaisa anjaana deewana mastaana

–male 2–
Ho gir gayi mere dil pe bijuriya
Ha gir gayi mere dil pe bijuriya
(Ha laike pyaar ki chunariya
Darwaje pe khade hai saawariya) – 3
Der na kar chal saath mere chal
Arre der na kar chal saath mere chal
Beeti jaaye umariya
Ha laike pyaar ki chunariya
Darwaje pe khade hai saawariya

–chorus–
Dulhaniya ho gayi tumhaari re – 4
(Ho laike pyaar ki chunariya
Darwaje pe khade hai saawariya) – 2