Naach – Sara Sara Song Lyrics

Singer : Kunal Ganjawala
Music by : Amar Mohile
Male : Hosh mein hoga

Mere jaisa …ha nasara are are are are
Male : Hosh mein josh hai dekhna hai jo bhi hoga

Samne aaye jo koi nahi mere jaisa

Thokar mein hai meri ye jahan saara

Saara saara saara saara saara saara saara saara

Hosh mein josh hai dekhna hai jo bhi hoga

Samne aaye jo koi nahi mere jaisa

Thokar mein hai meri ye jahan saara

Saara saara saara saara saara saara saara saara
Females : Dekha suna nahi aisa hai dhang tera

Wahi khile jise mil jaaye sang tera

Sabhi pe chadh jaaye aisa hai rang tera

Tera tera tera tera tera tera tera tera

Dekha suna nahi aisa hai dhang tera

Wahi khile jise mil jaaye sang tera

Sabhi pe chadh jaaye aisa hai rang tera

Tera tera tera tera tera tera tera tera
Male : Thoda thoda kuchh nahi chahiye

Mujhko sab kuchh chahiye

Behtar jo bhi hai yaha

Yaha yaha yaha yaha yaha yaha yaha yaha
Females : Thoda thoda kuchh nahi chahiye

Mujhko sab kuchh chahiye

Behtar jo bhi hai yaha

Yaha yaha yaha yaha yaha yaha yaha yaha
Male : Baajo mein jiske jitna jor chale

Yaha pe usko utna jyada mile

Aaj pe kal pe parso pe kaun jiye

Nahi nahi nahi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Females : Baajo mein jiske jitna jor chale

Yaha pe usko utna jyada mile

Male : Aaj pe kal pe parso pe kaun jiye

Nahi nahi nahi nahi kabhi nahi kabhi nahi