Nadiya Ke Paar (1948) – Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye Song Lyrics

Nadiya Ke Paar is a 1948 film starring Dilip Kumar and Kamini Kaushal in lead role. The film is a love story set in the lines of Romeo and Juliet. It is directed by Kishore Sahu. The best part of the film is both the actor and actress are in their best. Dilip Kumar is looking handsome in his youth, and Kamini Kaushal very attractive and innocent.

Album: Nadiya Ke Paar (1948)

Song: Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye


Lyrics

Nanhi si jaan mein hai jawaani ka sitam kyun
Rag rag mein nasha aur nashe mein hai dard kyun
Aap kahe koyi nashe mein hai dard kyun
Yeh iss liye ki jindagi mein pyaar kiya jaaye – (2)
Do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye – (2)

Haan….
Do dil jab ek hote hain, tab dobane hai kyun
Milane ki tamanna hai magar, milate nahi hai kyun
Hum bhi toh sune kyun nahi milate
Yeh iss liye ke dil pe dil nisaar kiya jaaye – (2)
Do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye – (2)

Haan….
Aankhon se aankh mil gayi, phir bhi na chain kyun
Haan pehchaan ho gayi hai magar bebasi hai kyun
Haan bhaai phir yeh bebasi kyun
Yeh iss liye ke ishq ka ijhhaar kiya jaaye – (2)
Do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye – (2)

Haan….
Inn mast nigaahon mein pareshaaniya hai kyun
Betaab dilon mein yuun jawaaniyaa hai kyun
Gehana toh yeh phir kyun
Yeh iss liye ke abb na intjaar kiya jaaye – (2)
Do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye – (2)