Nai Roshni – Garibo Ka Jina Bhee Hai Koyee Jina Song Lyrics

Nai Roshni is a 1967 film that revolves around the life of a professor played by Ashok Kumar. He is a father of Rajkumar, and two daughters – Mala Sinha and Tanuja. His son is alcoholic, and daughters with contrast nature. He also has a past according to which he has deserted a pregnant woman, Sulochna Latkar, and her child, Biswajeet. This story is directed by C. V. Sridhar.

Album: Nai Roshni

Song: Garibo Ka Jina Bhee Hai Koyee Jina


Lyrics

Garibo ka jina bhee hai koyee jina
Ho garmee ya sardee pasina pasina

Jo paida huve bhou dar pe khadee thee
Garibee kee paanv me bedee padee thee
Tha shaayad woh ramjaan ka hee mahina – (2)
Garibo ka jina bhee hai koyee jina
Ho garmee ya sardee pasina pasina

Mere saath kab se, sadak chal rahee hai
Bekahabo khatar bedhadak chal rahee hai
Hai dono kee kismat me pattar ka seena – (2)
Garibo ka jina bhee hai koyee jina
Ho garmee ya sardee pasina pasina

Garibo ka jina bhee hai koyee jina
Ho garmee ya sardee pasina pasina