Najma – Kya Muhabbat Ka Yahee Anjaam Hai Song Lyrics

Najma is one film that fine-tuned the Muslim culture that shows one has to value family honour and stay rooted to its tradition. Mehboob Khan is the producer and director of this 1943 film. He cast in Ashok Kumar, Veena, M. Kumar, Murad, Sitara and Yakub in lead roles. The film was appreciated by the Muslim community as it also stresses the importance of education, and adhering to etiquette that has been a trademark of the city of Lucknow.

Album: Najma

Song: Kya Muhabbat Ka Yahee Anjaam Hai


Lyrics

(Kya muhabbat ka yahee anjaam hai
Kya muhabbat -2 ka yahee anjaam hai
Saikado ghum
Saikadon ghum ek dile nakam hai – (2)

Kis kadar tarik hai duneeya meree – (2)
Subah bhee meree najar me shaam hai
Subah bhee me, subah bhee meree najar me sham hai

Dhadakano se dil kee yeh samajha hu mai – (2)
Jindagee bechainiyo ka naam hai
Jindagee be, jindagee bechainiyo ka naam hai

Dil kee barabadee pe kush hu iss liye – (2)
Aaj phir tera jaban par nam hai
Aaj phir te, aaj phir tera jabaan par naam hai

Kya muhabbat ka yahee anjaam hai