Namaste England – Tu Meri Main Tera Song Lyrics

Singers : Rahat Fateh Ali Khan, Shadab Faridi and Altamash Faridi
Music by : Mannan Shaah
Male : Main yahaan main wahaan

Chaahe jaaun jahaan

Poochhta hai yeh dil

Tu kahaan tu kahaan
Male : Main saara jag chhod ke

Nikla hoon ek tere hi vaaste

Dooriyan hain bichhin raaste raaste
Chorus : Kitni bhi doori ho

Koi majboori ho

Maine yeh thaana hai

Tujhko hi paana hai
Male : Aa raha hoon main banke deewana

Maan hi lega ek din zamaana
Chorus : {Tu meri main tera…} (8)
Male : Meri tanhaiyan kar rahi hai bayaan

Unn dino ki haseen dastaan

Jab ki hum saath thhe

Haath mein haath thhe

Lamha lamha haseen tha samaa
Male : Yaadein barse na kyun

Aankhein tarse na kyun

Dhoondhti hai ye tera thikana

Tu mile toh hai bas ye bataana
Chorus : {Tu meri main tera… } (8)
Male : Yeh safar hai kathin

Mushqilein raat din

Saaye ki tarah hai saath mere
Male : Paaon zakhmi sahi

Dil ko hai zidd yahi

Jaana hi hai isey paas tere

Raah ka soonapan

Aur tann ki thakan

Kitne teeron ka main hoon nishana

Phir bhi jaana toh maine yeh jaana
Chorus : Tu meri main tera… } (8)