Namaste England – Ziddi Hai Dil Song Lyrics

Ziddi Hai Dil Lyrics from Namaste England: The song is sung and composed by Mannan Shah with lyrics written by Javed Akhtar. The song is from Vipul Shah’s “Namastey England” starring Arjun Kapoor and Parineeti Chopra.


Ziddi hai dil sunta nahi
Ke mushqil hai kya
Ziddi hai dil sunta nahi
Ke mushqil hai kyaBehlaun main
Lakh samjhaaun main
Magar dil hatheela kahey…Tum hi iski ho tamanna
Tum hi iski aarzoo
Dil hai mera ik jazeera
Tum samandar chaar suDil ka main kya karun
Main jiyun ya marun
Kya karun kya karun
Tum kaho kya karunKehta hai yeh dil
Zindagi raat hai aur tum roshni
Rehta hai yeh dil
Khwabon ki duniya me jo hai tumse bani
Sehta hai yeh dil
Tum bin ik aisi rut hai jo tanhaai ki
Behta hai yeh dil
Dard ki uss nadi mein jo hai beh rahiSaari majbooriyan
Paa gayi hai darmiyan
Magar dil hatheela kahey…Tum hi iski ho tamanna
Tum hi iski aarzoo
Dil hai mera ik jazeera
Tum samandar chaar suDil ka main kya karun
Main jiyun ya marun
Kya karun kya karun
Tum kaho kya karunSoya hai yeh dil
Bas tumhare haseen sapno ki baahon mein
Khoya hai yeh dil
Beete lamhon ko jaati huyi raahon mein
Goya hai yeh dil
Aaj bhi unn mohabbat bhari baaton mein
Roya hai yeh dil
Yaad karke tumhein chandani raaton meinGehri mayusiyan chha rahi hain yahaan
Magar dil hatheela kahey…Tum hi iski ho tamanna
Tum hi iski aarzoo
Dil hai mera ik jazeera
Tum samandar chaar suDil ka main kya karun
Main jiyun ya marun
Kya karun kya karun
Tum kaho kya karunKya karun kya karun
Main kya karun


Singer: Mannan Shaah

Lyricist: Javed Akhtar

Music: Mannan Shaah