Naseeb (1981) – Jindagee Imtihan Letee Hai Song Lyrics

Naseeb is a Manmohan Desai’s film starring a host of actors along with his favourite one, Amitabh Bachchan. True to its tile, the film tells the story of fate and destiny. A drunk man unable to settle his bill sell off his lottery ticket to a waiter, who in turn, purchases the ticket with three of his other friends. When the ticket wins the prize money, one is killed and the waiter is framed in the murder charge by the other two.

Album: Naseeb (1981)

Song: Jindagee Imtihan Letee Hai


Lyrics

Jindagee imtihan letee hai – (2)
Logon kee jan -3 letee hai
Dillagee imtihan letee hai – (2)
Diljalon kee jan -3 letee hai
Dostee imtihan letee hai – (2)
Doston kee jan -2 letee hai
Jindagee imtihaan letee hai, dillagee imtihaan letee hai
Dostee imtihaan letee hai

Oos bekhabar ko koyee khabar de – (2)
Ke yeh pyaar ham ko pagal naa kar de
Yeh pyaar ham ko pagal naa kar de
Prit bhee imtihaan letee hai – (2)
Premiyo kee jaan -3 letee hai
Jindagee imtihaan letee hai – (2)

Woh paas ho toh khul naa sake lab – (2)
Woh dur ho toh soche mile kab – (2)
Bebasee imtihaan letee hai – (2)
Bebaso kee jaan -3 letee hai
Dillagee imtihaan letee hai – (2)

Dil kee galee se bach ke gujarna – (2)
Yeh soch lena phir pyaar karna – (2)
Aashikui imtihaan letee hai – (2)
Aashikon kee jaan -3 letee hai
Dostee imtihaan letee hai – (2)

Saaree nasibo kee hain kharaabee – (2)
Yeh hamne jaana banke sharaabee – (2)
Maykashee imtihaan letee hai – (2)
Mayakasho kee jaan -3 letee hai haye
Dostee imtihaan letee hai – (2)
Doston kee jaan -3 letee hai
Jindagee imtihaan letee hai – (2)