Nasha – Pankaj Udhas – Paimane Toot Gaye Song Lyrics

Nasha is a collection of 10 finest ghazals by Pankaj Udhas listening to which one would feel intoxicated without even drinking. The album was released in 2003, and is rated as the classic collections of all time. Though these ghazals have silent tone and melody, they are still best to lend ears to during the evening time having a sip of your favourite beverage.

Album: Nasha – Pankaj Udhas

Song: Paimane Toot Gaye


Lyrics

Kaun hai jisane mai nahee pee hai
Kaun juthee kasam uthaata hai
Maikadese jo bach nikalata hai
Teree aankhon me dub jaata hai

(Jab ghir ke aayee kalee ghata
Rindo ne kaha jee bharake pila
Inkaar kiya jab saakee ne
Paimane toot gaye -2) – (2)

Jab aaye sharaabee mastee me
Sab dub gaye yu mastee me
Humgama hua ek bastee me – (2)
Log aaye jab maikhaane tak
Paimane toot gaye – (2)

Saakee kee nakaab ulat te hee
Kimat naa rahee paimaane kee
Raunak hee gayee maikhaane kee – (2)
Sab pine lage jab ankhon se
Paimane toot gaye – (2)

Saakee kee najar jab tang hui
Shisho kee kismat sang hui
Yu saaree faja berang hui – (2)
Maikhane me aaisee jung hui
Paimane toot gaye – (2)

Jab ghirke aayee kalee ghata
Rindo ne kaha jee bharke pila
Inkar kiya jab sakine
Paimane toot gaye – (4)