Nasha – Pankaj Udhas – Thodee Thodee Piya Karo Song Lyrics

Nasha is a collection of 10 finest ghazals by Pankaj Udhas listening to which one would feel intoxicated without even drinking. The album was released in 2003, and is rated as the classic collections of all time. Though these ghazals have silent tone and melody, they are still best to lend ears to during the evening time having a sip of your favourite beverage.

Album: Nasha – Pankaj Udhas

Song: Thodee Thodee Piya Karo


Lyrics

Yeh intejar galat kee shaam ho jaaye
Jo ho sake toh abhee dor jaam ho jaaye
Mujh jaise rind ko bhee tune hashar me ya
Rab bula liya hai toh kuchh intejam ho jaaye

Hui mehangee bahot hee sharaab, ke thodee thodee piya karo
Piyo lekin rakho hisaab (ke thodee thodee piya karo -3)
Hui mehangee bahot hee sharaab, ke thodee thodee piya karo

Gu kaa daur ho ya ho khushee sama, bandhatee hai sharaab – (3)
Ek mashwara hai janaab (ke thodee thodee piya karo -3)
Hui mehangee bahot hee sharaab, ke thodee thodee piya karo

Dil ke jakhm ko sina kya, pine ke liye jina kya – (3)
Phuk dale jigar ke sharaab (ke thodee thodee piya karo -3)
Hui mehangee bahot hee sharaab, ke thodee thodee piya karo

Dilbar kee baato me nasha, julfon me nasha aankho me nasha – (3)
Maise padake usaka shabaab (ke thodee thodee piya karo -3)
Hui mehangee bahot hee sharaab, ke thodee thodee piya karo
Piyo lekin rakho hisaab (ke thodee thodee piya karo -5)