Nasha Vol. 2 – Pankaj Udhas – Kiska Kiska Gham Karegee Song Lyrics

Ghazals are special types of lyrics written, sung and composed by pouring heart in them. They are the best friends of people who love to be in themselves. And when they are sung by Pankaj Udhas, then nothing could beat the joy. Nasha Vol. 2 is another collection of the finest ghazals that are dedicated to those who enjoy a sundowner.

Album: Nasha Vol. 2 – Pankaj Udhas

Song: Kiska Kiska Gham Karegee


Lyrics

Yeh sharaab naa abb yeh mastoki majure ke najar
Kya mubaarak she thee jinase aam hokar reh gayee
Jabse kam jarfo ke palle pad gayee yeh dilruba
Kuchau bajar me badnaam hokar reh gayee

Jisko dekho maikade kee simt bhaaga aaye hai
Kiska kiska gham karegee dur bechaaree sharaab
Pinewaalo ko behakate dekh ke sharmaaye hai
Kiska kiska gham karegee dur bechaaree sharaab – (2)

Kya salika tha kabhee jab jam chalkate the log – (2)
Isame bhee ek shaan thee jab pike lehraate the log
Ekka dukka chup chupaakar iss taraf aate the log
Abb toh iss washukh par har shaksha kee niyat kharaab
Kiska kiska gham karegee dur bechaaree sharaab – (2)

Wakt ke maare huye, kuchh ishk ke maare huye
Kuchh jamaane se, kuchh apane aapse haare huye
Log toh iss mai ke aashik jankar saare huye
Koyee do kataro kaa talib koyee maange behisaab
Kiska kiska gham karegee dur becharee sharaab – (2)
Jisko dekho maikade kee simt bhaga aaye hai
Kiska kiska gham karegee dur becharee sharaab

Jo asire gham hua usako toh aksar chaahiye
Jisko koyee gham nahee usako bhee saagar chaahiye
Jisko ek katra mila usako samadar chaahiye
Ek najuk see paree jelegee kitano ke ajab
Kiska kiska gham karegee dur becharee sharaab – (2)

Rah takta hoga koyee dil kaa najaraana liye
Julf me mastee liye hothon paimaana liye
Pyaas aankhon me diye aanchal me maikhaana liye
Maikade kee rah chhodo ghar chalo aali janab
Kiska kiska gham karegee dur becharee sharaab – (2)
Jisko dekho maikade kee simt bhaga aaye ahi
Kiska kiska gham karegee dur becharee sharaab

Pinewaalo ko behakte dekh ke sharmaaye hai
Kiska kiska gham karegee dur becharee sharaab – (2)