Nasha Vol. 2 – Pankaj Udhas – Maana Ke Log Karte Hai Nafarat Sharaab Se Song Lyrics

Ghazals are special types of lyrics written, sung and composed by pouring heart in them. They are the best friends of people who love to be in themselves. And when they are sung by Pankaj Udhas, then nothing could beat the joy. Nasha Vol. 2 is another collection of the finest ghazals that are dedicated to those who enjoy a sundowner.

Album: Nasha Vol. 2 – Pankaj Udhas

Song: Maana Ke Log Karte Hai Nafarat Sharaab Se


Lyrics

(Maana ke log karte hai nafarat sharaab se – (2)
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se) – (2)

Hai laakh buree sharaab (yeh kaise man lu -2) – (2)
Sikhee hai gham bhulaane kee aadat sharaab se
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se
Mana ke log karte hai nafarat sharaab se
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se

Yaade jab teree aake gala ghotane lagee – (3)
Kee hamne jindagee kee hifaajat sharaab se – (2)
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se
Mana ke log karte hai nafarat sharaab se – (2)
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se

Tauba mai kar toh lu tere (kahne se naa se ha -2)- 2
Mil jaaye thodee der jo fursat sharaab se – (2)
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se
Mana ke log karte hai nafarat sharaab se – (2)
Hamko milee hai jine me raahat sharaab se – (2)