Nasha Vol. 2 – Pankaj Udhas – Sardee Ho Ya Garmee Ho Song Lyrics

Ghazals are special types of lyrics written, sung and composed by pouring heart in them. They are the best friends of people who love to be in themselves. And when they are sung by Pankaj Udhas, then nothing could beat the joy. Nasha Vol. 2 is another collection of the finest ghazals that are dedicated to those who enjoy a sundowner.

Album: Nasha Vol. 2 – Pankaj Udhas

Song: Sardee Ho Ya Garmee Ho


Lyrics

Mai haadaso se jaam ladaata chala gaya
Hansta hansata pita pilaata chala gaya
Woh rafta rafta jaam pilaate gaye mujhe
Mai rafta rafta hosh me aata chala gaya

Sardee ho ya garmee ho -2 ya barish kaa mausam
Har mausam hai pine kaa mausam – (2)
Sastee ho ya mehangee ho, jyaada ho ya kam
Har mausam hai pine kaa mausam – (2)

Har pal saath nibhatee hai, har dukh kee yeh saathee hai – (2)
Har dukh kee yeh saathee hai, yeh jina sikhalaatee hai
Mai toh saath rahegee apane, khushiya ho ya gham
Har mausam hai pine kaa mausam – (2)
Sardee ho ya garmee ho -2 ya barish kaa mausam
Har mausam hai pine kaa mausam – (2)

Duneeya se ghabarana kyun, logo se sharmaana kyun – (2)
Logo se sharmana kyun, maikhaane me naa jaana kyun
Khud bhee piyenge laayenge ham jab tak dum me hai dum
Har mausam hai pine kaa mausam – (2)
Sardee ho ya garmee ho -2 ya baarish kaa mausam
Har mausam hai pine kaa mausam – (2)

Har ek shaam adhuree hai mai se kyun yeh duree hai – (2)
Mai se kyun yeh duree hai kaisee yeh majburee hai
Rashid aakhir naa pine kee kyun khaaye kasam
Har mausam hai pine kaa mausam – (2)

Sardee ho ya garmee ho -2 ya baarish kaa mausam
Har mausam hai pine kaa mausam – (2)
Sastee ho ya mehangee ho jyaada ho ya kam
Har mausam hai pine kaa mausam – (4)