New York – Tune Jo Na Kaha Song Lyrics

Music By : Pritam Chakraborty
Singers : Mohit Chauhan
Male : Ummm Hmm Umm Hmm

Ummm Hmm Umm Hmm
Male : Tune Jo Na Kaha

Mein Woh Sunta Raha

Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha
Male : Tune Jo Na Kaha

Mein Woh Sunta Raha

Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha
Male : Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar

Is Shehar Mein Na Apna Tikana Raha

Koi Chaht Se Na Ab Apni Chalta Raha
Male : Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha
Male : Dard Phele Se Hai Jyaaada

Khud Se Phir Yeh Vaada

Khamosh Nazrein Rahein Bezubaan
Male : Abb Na Pehli Si Baatein Hai

Bolo To Lab Thartharatein Hai

Raaz Yeh Dil Ka Na Ho Baiyan

Hoga Na Ab Asar Humpe Nahin

Hum Safar Mein To Hai Humsafar Hai Nahi
Male : Door Jaata Raha Paas Aata Raha

Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha
Male : Aaya Woh Phir Nazar Aise

Baat Chidne Lagi Phir Se

Aankhon Mein Chubhta Kal Ka Dhuan
Male : Haal Tera Na Humsa Hai

Is Khushi Mein Kyon Gumsa Hai

Basne Laga Kyon Phir Woh Jahan
Male : Woh Jahan Dur Jis Se Gaye The Nikal

Phir Se Aankhon Mein Karti Hai Jaise Pehal
Male : Lambha Beeta Hua ,Dil Dukhata Raha
Male : Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha
Male : Tune Jo Na Kaha

Mein Woh Sunta Raha

Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha
Male : Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar

Is Shehar Mein Na Apna Tikana Raha

Koi Chahat Se Abb Apni Chalta Raha
Male : Bhuj Gai Aag Thi Daag Jalta Raha…