Notebook – Safar Song Lyrics

Singer : Mohit Chauhan
Music by : Vishal Mishra
Male : Ho bandeya dhoonde hai kya

Rahein teri hain ghar tera

Chalna wahaan jana wahaan

Khud tak kahi pahunche jahaan
Male : Kadam utha aur saath mein ho le

Shehar shehar ye tujhse dekho bole

Tukir tukir yoon apne naina khole

Zindagi pee le zara
Male : Behti hawaoan ke jaise hain irade

Udte parindon se sikhi hain jo batein

Anjaani raahon pe koi main chala
Male : {Main safar mein hoon

Khoya nahi} (4)
Male : Thoda aage bhadhe maine jana

Ye sach hai toh kya hai

Uljhe uljhe sab sawal

Zindagi hai kya main kaun hoon

Maine yeh jaana

Mujhe mil hi gaye sab jawaab
Male : Dekho na hawa kaano mein mere kehti kya

Boli vekh fareeda mitti khulli

Mitti utte fareeda mitti dulli

Chaar dinan da jee le mela duniya

Phir jane hona kya
Male : Behti hawaoan ke jaise hain irade

Udte parindon se sikhi hain jo batein

Anjaani raahon pe koi main chala
Male : Main safar mein hoon

Khoya nahi

Main safar mein hoon

Khoya nahi

Main safar mein hoon

Khoya nahi

Khoya nahi

Khoya khoya

Khoya kahin

Main safar mein hoon

Khoya nahi
Male : Ye kaisa safar hai jo yoon dooba raha

Jata hoon kahin main ya laut ke aa raha

Wo chehrey woh aankein woh yaaden purani

Muje puchhtiv ye nadiya ka paani bhi behta hai kehta yehi
Male : Main safar mein hoon

Khoya nahi

Main safar mein hoon

Khoya nahi

Main safar mein hoon

Khoya nahi

Main safar mein hoon

Khoya nahi
Male : Khoya nahi khoya nahi

Khoya khoya khoya khoya nahi

Main safar mein hoon khoya nahi