Notebook – Safar Song Lyrics

Safar Lyrics – Notebook: The song is sung by Mohit Chauhan and composed by Vishal Mishra with lyrics written by Kaushal Kishore. The song “Safar” is from Salman Khan Film’s feature film starring Zaheer Iqbal & Pranutan Bahl.


Oh bandeya dhoondhe hai kya
Raahein teri hai ghar tera
Chalna wahaan, jaana wahaan
Khud tak kahin pahunche jahaan

Kadam utha aur saath mein ho le
Shehar shehar yeh tujhse dekho bole
Tukar tukar yun apne naina khole
Zindagi pee le zara

Behti hawaaon ke jaise hain iraade
Udte parindon se seekhi hain jo baatein
Anjaani raahon pe koi… main chala

Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi

Thoda aage badhein
Maine jaana yeh
Sach hai toh kya hai
Uljhe uljhe sab sawaal
Zindagi hai ye kya
Main kaun hoon
Maine yeh jaana
Mujhe mil hi gaye sab jawaab

Dekho na hawa kaanon mein mere kehti kya
Boli vekh Farida mitti khuli
Mitti utte Farida mitti dhulli
Chaar dina da jee le mela duniya
Phir jaane hona kya…

Behti hawaaon ke jaise hain iraade
Udte parindon se seekhi hain jo baatein
Anjaani raahon pe koi… main chala

Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi

Yeh kaisa safar hai jo yun duba raha
Jaata hoon kahin main ya laut ke aa raha
Woh chehre woh aankhein
Woh yaadein purani
Mujhe poochhti
Yeh nadiya ka paani bhi behta hai kehta yehi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi
Khoya nahi, Khoya nahi
Khoya Khoya Khoya Khoya nahi
Main safar mein hoon, khoya nahi


Singer: Mohit Chauhan

Lyricist: Kaushal Kishore

Music: Vishal Mishra