Pad Man – Saale Sapne Song Lyrics

Singer : Mohit Chauhan
Music by : Amit Trivedi
Male : Saale sapne..

O saale sapne
Male : Udde baadal ka ek tukda kaise main todu

Doobe doobe dariya ka ek kona kaise nichodun

Kaise batao na raat din

Kaatu main dhup ke dooriyaan

Baandhu main chawn ke boriyaan

Jaanu na…..
Male : {O saale sapne main tere sadke

Bas gaya hai tu meri nash mein

Ab jaha tu

Aa raha hoon main waha} (2)
Male : Haan maine chand ko churake

Maine loriyaan sunake

Maine khud ko tha sulaya

So ja..
Male : Par tunne battiyaan jala di

Tunne dhajiyaan udda di

Tunne neend se uthaya

Abbe saale sapne..
Male : Ab to jagunga main raat din

Hosh udda doonga main tera

Picha na chhodunga main tera

Chhodunga na…
Male : {O saale sapne main tere sadke

Bas gaya hai tu meri nash mein

Ab jahan tu

Aa rahan hoon main wahan} (2)
Male : Tu bhi hai bada kamina

Main bhi kam nahi deewana

Dono ka hai ek gaana

Ho ho.. Haha..
Male : Aaja chhod de bagawat

Aaja odh le mohabbat

Aaja tujhse kya chhipana

Abey saale sapne
Male : Mujhko bhi latt hai teri

Tujhko bhi chaska mera

Ek hi rashta tera mera

Aao na..
Male : {O saale sapne main tere sadke

Bas gaya hai tu meri nash mein

Ab jahan tu

Aa raha hoon main wahan} (2)