Padmaavat – Ek Dil Ek Jaan Song Lyrics

Ek Dil Ek Jaan Lyrics from Padmavati starring Deepika Padukone, Shahid Kapoor, Aditi Rao Hydari. ‘Ek Dil Ek Jaan’ has been composed by Sanjay Leela Bhansali and sung by Shivam Pathak, with lyrics by A M Turaz. The song promises to offer audiences a soulful melody that strongly reflects loyalty and an unbreakable bond of love.


Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe…
Dono tujhpe qurbaan hain Ek main hoon, ek imaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain Ek dil hai… Aa…
Ishq bhi tu mera pyar bhi tu
Meri baat zaat jazbaat bhi tu
Parwaaz bhi tu rooh-e-saaz bhi tu
Meri saans nabz aur hayaat bhi tu Mera raaz bhi tu
Pukhraj bhi tu
Meri aas pyaas aur libaas bhi tu
Meri jeet bhi tu, meri haar bhi tu
Mera kaaj raaj aur mizaaj bhi tu… Mere ishq ke, har maqaam mein
Har subah mein, har shaam mein
Ik rutba hai, ek shaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe…
Dono tujhpe qurbaan hain Aa…
Meaning of Words:
Qurbaan: Sacrifice, Jazbaat: Emotions, Rooh-e-saaz: Music of Soul, Parwaaz: Udaan/Flight, Hayaat: Life, Kaaj: Work, Raaj: Reign, Mizaaj: Temperament/Pride, Maqaam: Place/Position, Rutba: Honour/Dignity


Singer: Shivam Pathak, Mujtaba Aziz Naza, Kunal Pandit, Farhan Sabri

Lyricist: AM Turaz

Music: Sanjay Leela Bhansali