Paimana – Pee Gaye Pite Pite Song Lyrics

Paimana is a 1984 album by Pankaj Udhas released in 1984. This is one of the hit albums of Pankaj Udhas that made people regardless of their habit to look at drinks in another way. All the ghazals from the album provide a soothing effect to listeners having lost their love.

Album: Paimana

Song: Pee Gaye Pite Pite


Lyrics

Lehara ke jhum jhum ke la muskurake la
Phulo ke rasmen chaand kee kirane milaake la
Kehete hai umrr rafta kabhee lautatee nahee – (2)
Ja maikadese meree javanee uthake le

Naa samjho ke ham pee gaye pite pite – (2)
Kee thoda sa ham jee gaye pite pite
Naa samjho ke ham pee gaye pite pite – (2)

Hame sidhee raahonne roka bahot tha – (3)
Kadam ladakhada hee gaye pite pite
Kee thoda sa ham jee gaye pite pite
Naa samjo ke ham pee gaye pite pite – (2)

Nahee dekhe saakee ne hamse sharaabee – (3)
Ke maikhaane me bhee gaye pite pite
Kee thoda sa ham jee gaye pite pite
Naa samjo ke ham pee gaye pite pite – (2)

Kisine jo puchha kee kyun pee rahe ho – (3)
Kee hasake kaha pee gaye pite pite – (2)
Kee thoda sa ham jee gaye pite pite
Naa samjo ke ham pee gaye pite pite – (2)

Nasha ho toh kya khauf marne kaa adam – (3)
Ke ham kabra me bhee gaye pite pite – (2)
Kee thoda sa ham jee gaye pite pite
Naa samjo ke ham pee gaye pite pite – (2)