Papi Pet Ka Sawal Hai – Jab Dushman Ho Gaya Waqt Song Lyrics

This Bollywood movie was released in the year 1984 and was directed by Mr Sohanlal Kanwar. The star cast for the film is inclusive of Rajesh Khanna, Jayapradha, Shatrughan Sinha and Rati Agnihotri in the lead roles along with Pinchoo Kapoor, Mazhar Khan, Kanwaljit Singh, Tina Munim and Bharat Kapoor in supporting characters.

Album: Papi Pet Ka Sawal Hai

Song: Jab Dushman Ho Gaya Waqt


Lyrics

(Jab dushman ho gaya waqt
Waqt se ladna hi hoga
Har dard dabakar dil me
Tamasha karna hi hoha) – (2)
Ye zindagi ai zindagi – 2
Jab dushman ho gaya waqt
Waqt se ladna hi hoga
Har dard dabakar dil me
Tamasha karna hi hoha
Ye zindagi ai zindagi – 2

Ye apni taqdir hai pagli
Gali gali ke phere
Naye naye khel
Dikhaye sabko sanj savere
Mai sadko ka raja tu galiyo ki rani – 2
(Are mushkil har kadam
Kadam bada kar padna hi hoga) – (2)
Har dard dabakar dil me
Tamasha karna hi hoha
Ye zindagi ai zindagi – 2

Tujhe nahi malum ke roti
Kya kya khel dikhaya
Sab kuch lut jata hai
Jab ye bukh josh me aaye
Koi beche ijjat aur koi iman – 2
Are ye roti karz karz to barna hi hoha – 2
Har dard dabakar dil me
Tamasha karna hi hoha
Ye zindagi ai zindagi – 2