Param Vir Chakra (1995) – Pyaar Ki Vaadiyon Mein (Part 1) Song Lyrics

Param Vir Chakara is an action film based on Indo-Pakistan war. It was premiered in March 1995 in Mumbai. The movie opens with the scene of National Defense Academy where three young guys are undergoing training to become officers in each wing of the Indian defense service. They all love the same girl and wanted to propose her. They decide to do so on her birthday party. At the same time, war breaks, and they have to leave back their wish for the sake of the country.

Album: Param Vir Chakra (1995)

Song: Pyaar Ki Vaadiyon Mein (Part 1)


Lyrics

O o o o o…. mm mm mm o o o o….

Pyaar ki vaadiyon mein maja aa gaya – (2)
Jindagi leke woh dilruba aa gaya – (2)
Pyaar ki vaadiyon mein maja aa gaya – (2)

Ladkhadaane lagi pyaasi pyaasi najar ho o o o….
Ladkhadaane lagi pyaasi pyaasi najar
Jaam ko dekhkar -2 hi nasha aa gaya
Jindagi leke woh dilruba aa gaya – (2)
Pyaar ki vaadiyon mein maja aa gaya

Yaad kar ke jise thi main khoyi huyi – (2)
Woh mujhe dhundata -2 dhundata aa gaya
Pyaar ki vaadiyon mein maja aa gaya

Ek shola badan meri baahon mein hai – (2)
Lo mujhe aag se -2 khelana aa gaya
Jindagi leke woh dilruba aa gaya – (2)
Pyaar ki vaadiyon mein maja aa gaya

Pyaar ki vaadiyon mein maja aa gaya