Paranthe Wali Gali – Subah Meri Subah Re Song Lyrics

Set in the old Delhi’s ‘Paranthe Wali Gali’, the film is a roller coaster ride through the lives, culture, tradition of Delhi’s famous traditional lane that still somehow has been able to withhold its rich heritage inspite of the changing times. The movie stars Anuj Saxena and Neha Pawar in leading roles and is directed by Sachin Gupta.

Album: Paranthe Wali Gali

Song: Subah Meri Subah Re


Lyrics

Subah meri subah re
Jaldi jaldise aare
Gire mujhe andhe re
Ujala munh ko fere
Churake in raatose din tu mere
(Jaldise jaldi aaja re
Subah meri tu aare) – (2)

Jo mere mann pyala
Andhera chhupa bhaga
Roshanio ki ungaliyo ko tham chalu
Kirno ki chandni ho gai
Khushiyo ki aandhi ho gai
Dali pe kuch shoki
Mile hai khwaisho ki
Dekhu kahi phul khile
Lehro ke kinare
Hawao ke ghubare
Umido ke hai mele lage
Mann ye mera mana mana
Re laga ke ud gaya
Sur ye kaisa sur
Tara se nikla ud gaya
(Dekhu dekhu ke
Ud chala mera mann
Ha ke mode ke
Ud chala tera mann) – (2)

Khushiya to kal tak thi
Yaha pe dhundhati
Sabse hai apni ho gai dosti
Dali pe koshisho ki
Mele hai khwaisho ki
Dekhu kahi phul khile
Lehro ke kinare
Hawao ke ghubare
Umido ke hai mele lage
(Dekhu dekhu ke
Ud chala mera mann
Ha ke mode ke
Ud chala tera mann) – (2)