Parasmani (1963) – Roshan Tumhi Se Duniya Song Lyrics

Roshan Tumhi Se Duniya Lyrics from Parasmani (1963): The song is sung by Mohammed Rafi, composed by Laxmikant-Pyarelal with lyrics written by Asad Bhopali and it features Mahipal and Geetanjali.


Hmmmmmm hmmm aaaa aaaa
Ho… Oo…Roshan tumhi se duniya
Raunaq tumhi jahaan ki
Phoolon me palne wali
Raani ho gulsitaan ki..
Salamat raho.. salamat raho..Roshan tumhi se duniya
Raunaq tumhi jahaan ki
Phoolon me palne wali
Raani ho gulsitaan ki..
Salamat raho..
Salamat raho.. haaye
Salamat raho..Oh.. naazuk ho naaz se bhi
Tum pyaar se bhi pyaare
Naazuk ho naaz se bhi
Tum pyaar se bhi pyaare
Tum husn se haseen ho
Kya baat hai tumhari
Kya baat hai tumhari..
Aankhon me do jahaan hain
Maalik ho do jahaan ki
Salaamat raho…
Salaamat raho haaye
Salaamat raho..Aa… aa… aa…
O ho ho…Dil chaahe toot jaaye
Mere dil se yunhi khelo
Dil chaahe toot jaaye
Mere dil se yunhi kheloJeeti raho yunhi tum
Meri bhi umr le lo
Meri bhi umr le lo..
Kis din duaa na maangi
Humne tumhaari jaan ki
Salamat raho..
Salamat raho..Roshan tumhi se duniya
Raunaq tumhi jahaan ki
Phoolon me palne waali
Raani ho gulsitaan ki..
Salaamat raho..
Salaamat raho..
Salaamat raho..
Salaamat raho..


Singer: Mohammed Rafi

Lyricist: Asad Bhopali

Music: Laxmikant-Pyarelal